Skip to content
Home » Explore Song Lyrics » Rochak Kohli – Tera Hona Aaya Lyrics

Rochak Kohli – Tera Hona Aaya Lyrics

  • by
Read Time:56 Second

[Lyrics for Rochak Kohli – Tera Hona Aaya]

Jis din do jahaan ho rahe the juda
Dil tha keh raha rok lein tumhein
Kyun zuban par lafz woh na aaya
Kyun zuban par lafz woh na aaya

Ke humein na aajtak tera hona aaya
Ke humein na aajtak tera hona aaya

Jaante hum agar
Ke faasle the is kadar
Hum toh zameenon se the
Tha aasmaan mein tera ghar

Jaante hum agar
Ke faasle the iss kadar
Hum toh zameenon se the
Tha aasmaan mein tera ghar

Ho dil ko samjhaate yeh
Ke rok ke dhadkane
Jee le tu agar jee sake
Yeh khwaab na hum magar

Mar bhi jaayein yoon hi
Gam nahi gam nahi
Reh na jaayein kahin
Dil mein ranjishein

Paa sake tujhe naa hi khona aaya
Naa paa sake tujhe naa hi khona aaya
Ke humein na aajtak tera hona aaya
Ke humein na aajtak tera hona aaya

Aaj yeh sochkar bada rona aaya
Ho aaj yeh sochkar bada rona aaya
Ke humein na aajtak tera hona aaya
Ke humein na aajtak tera hona aaya

Haan.. Haan..
Haan.. Haan..
Haan.. Haan.. Ho..