[Lyrics for Rohit Raut – Ae Merii Wafaa]
Aankhon mein meri
Kuch aansoon ab bhi baki hai
Jo mere gam ke saathi hai
Teri yaadon mein hi ab to
Jeete hai hum
Zeher dard-e-judaayi ka
Peete hai hum x(2)
Betaabi dil ki ye kaise bataaun main
Tere hi khwabon ki jhalar sajaun main
Tu meri dua tu meri kasam
Ae merii wafaa ae mere sanam
Teri yaadon mein hi ab to
Jeete hai hum
Zeher dard-e-judaai ka
Peete hai hum
Aankhon mein meri
Kuch aansoon ab bhi baki hai
Jo mere gam ke saathi hai
Teri yaadon mein hi ab to
Jeete hai hum
Zeher dard-e-judaayi ka
Peete hai hum x(2)
Phir wohi raat aayi milne to aana tum
Bas waada apna wo na bhool jaana tum
Tere dam se mera ye gam
Ae meri wafa ae mere sanam
Teri yaadon mein hi ab to
Jeete hai hum
Zeher dard-e-judaai ka
Peete hai hum
Aankhon mein meri
Kuch aansoon ab bhi baki hai
Jo mere gam ke saathi hai
Teri yaadon mein hi ab to
Jeete hai hum
Zeher dard-e-judaayi ka
Peete hai hum x(2)