[Lyrics for Saaj Bhatt – Mausam Kii Tarah]
Oh yaara ishq mera nibhana
Mausam ki tarah kahin tum
Badal na jaana
Mausam ki tarah kahin tum
Badal na jaana
Oh yaara ishq mera nibhana
Mausam ki tarah kahin tum
Badal na jaana
Mausam ki tarah kahin tum
Badal na jaana
Tumse mera jazba hai
Tumse betabiyaan
Tumse mere sapne hai
Tumse zindaganiyaan
Haan tumse mera jazba hai
Tumse betabiyaan
Tumse mere sapne hai
Tumse zindaganiyaan
Oh yaara waada
Tum apna nibhana
Mausam ki tarah kahin tum
Badal na jaana
Mausam ki tarah kahin tum
Badal na jaana
Meri dhadkane ye tumse
Ab takaza karein
Aao aashiqui ka
Zara sa ijafaa karein
Meri dhadkane ye tumse
Ab takaza karein
Aao aashiqui ka
Zara sa ijafaa karein
Baat meri ye na thukrana
Mausam ki tarah kahin tum
Badal na jaana
Mausam ki tarah kahin tum
Badal na jaana