Kya yehi pyaar hai, kya yehi pyaar hai
Dil pe chhaane laga hai nasha pyaar ka
O dil pe chhaane laga hai nasha pyaar ka
Ab to aane laga hai maza pyaar ka
Bekhudi chhaa gayi
Bekhudi chhaa gayi, aashiqui aa gayi
Kya yehi pyaar hai dil zara tu bata
Dil pe chaane laga hai nasha pyaar ka
Ab to aane laga hai maza pyaar ka
Meri, meri nazar mein jaadu, jaadu basa hai
Meri har ek ada ka tu hai, tu hai deewana
Hey jaadu, jaadu to tera mujhpe, mujhpe chala hai
Uske, uske asar se main hoon, main hoon deewana
Tu bata de zara
Tu bata de zara yeh tujhe kya hua
Kya yehi pyaar hai dil zara tu bata
Dil pe chhaane laga hai nasha pyaar ka
Ab to aane laga hai maza pyaar ka
Chanda, chanda sa jaana tera, tera badan hai
Uspe, uspe qayaamat tera yunhi sharmaana
Tera, tera sanam yeh kaisa deewanapan hai
Tune, tune banaaya yunhi kaisa afsaana
Pal mein dil yeh gaya
Pal mein dil yeh gaya, kuch pata na chala
Kya yehi pyaar hai dil zara tu bata
Dil pe chhaane laga hai nasha pyaar ka
Ab to aane laga hai maza pyaar ka