Read Time:41 Second
[Lyrics for Samar Monsoon – Tere Bina Sambhavna Seth]
Tera haath chhuta
To main bikhar jaunga
Main tere bin mar jaunga
Tere bina, tere bina
Tere bina, tere bina
Rakho haath seene pe mere
Vaada karo yeh abhi
Badal jaaye saara jahan
Tum na badalna kabhi
Rakho haath seene pe mere
Vaada karo yeh abhi
Badal jaaye saara jahan
Tum na badalna kabhi
Tera haath chhuta
To main bikhar jaunga
Main tere bin mar jaunga
Tere bina, tere bina
Tere bina, tere bina
Tera hoon main bas tera
Karle mera tu yaqeen
Bin tere ik saans bhi
Manzoor mujhko nahi
Tera hoon main bas tera
Karle mera tu yaqeen
Bin tere ik saans bhi
Manzoor mujhko nahi
Tera haath chhuta
To main bikhar jaunga
Main tere bin mar jaunga
Tere bina, tere bina
Tere bina, tere bina