Skip to content
Home » Explore Song Lyrics » Sanjeev Darshan, Abhijeet, K. K., Style – Yeh Hai Style Lyrics

Sanjeev Darshan, Abhijeet, K. K., Style – Yeh Hai Style Lyrics

  • by
Read Time:1 Minute, 28 Second

Yeh hai style, yeh hai style

Life hai kya ek style

Style hai style, sab kuch style

Life hai kya ek style

Chaal mein meri gazab ka style hai

Baalon ka bhi kya ajab sa style hai

Lab pe jo smile hai, yeh mera style hai
Ya ya ya, hey

Yeh hai style, yeh hai style

Life hai kya ek style

Speed mein bike hai, kya style hai

Kaala yeh chashma, haath mein mobile hai

Aankh maarke phir seeti bajaana

Style se tu jaani ladki pataana

Yehi to, oh brother, style ke khel hai
Style se tu khaa le yaara, bombay bhel hai

Ya ya ya, yeah

Yeh hai style, yeh hai style

Life hai kya ek style

Moti ko pasand dekho mini frock hai

Patli ka yeh parallel, hai, kya joke hai

Maathe ki laton ko yeh adaa se hataana

Chooma dene ki style mein lipstick lagaana

Seene se yeh lipti rahe, kya file hai
Batak ke jaise chalne ka yeh kya style hai

Ya ya ya, hey

Yeh hai style, yeh hai style

Life hai kya ek style

Cool cool cool, baby, let it be cool

This is my style, buddy, I wanna rule

Marti hai ladkiyaan mere pe pyaar se, hey, hey, hey

Lena na dushmani tu mere yaar se

Yeh meri muscle se dekh side pose se
Das ke log ka mukka hai yeh, dekh close se

Ya ya ya, yeah

Yeh hai style, yeh hai style

Life hai kya ek style

Chaal mein meri gazab ka style hai

Baalon ka bhi kya ajab sa style hai

Lab pe jo smile hai, yeh mera style hai
Style hai, yeah
Yeh hai style, yeh hai style
Life hai kya ek style
Style hai style, sab kuch style
Life hai kya ek style