Aah, aah, aah, aah, aah aah aah aah aah aah aah aah aah aah
Aah, aah, aah, aah, aah aah aah aah aah aah aah
Aashiq, mujhe aashiq tune banaaya wallah wallah
Aashiq, mujhe aashiq tune banaaya wallah wallah
Dil hai tera mere seene mein, dil hai mera tere seene mein
Yeh kya gazab yaar hai
Sajnaa yehi pyaar hai, sajnaa yehi pyaar hai
Hey, eh hey, aah ha ha
Eh hey, eh eh eh, aah aah aah ha ha ha
Tune aisa dard diya hai mushkil hai batlaana
Tune kaisa haal kiya hai tune bhi naa jaana
Jaana, nahin jaana nazrein churaake wallah wallah
Oh, zulfon ki rangeen chhaaon mein, mehboob ki gori baahon mein
Dilbar ki raftaar hai
Sajnaa yehi pyaar hai, sajnaa yehi pyaar hai
Zaher judaai waala mujhko jaaneman nahin peena
Bin tere naa marna ab to, bin tere naa jeena
Jeena, nahin jeena tanhaa akele wallah wallah
Maheki mohabbat ki raahon mein, raahon mein dilkash panaahon mein
Duniya ki deewar hai
Sajnaa yehi pyaar hai