[Lyrics for Sawai Bhatt – O Yaara]
Kabhi fursat ho to
Tum chir ke dekho ye dil humara
Tumhein nazar aayega
Ek chehra tumhara chehra tumhara
Tu hai leher main ek kinara
Ab tere bin hai jeena namumkin o yaara
Ab tere bin hai jeena namumkin o yaara
Kabhi fursat ho to
Tum chir ke dekho ye dil humara
Tumhein nazar aayega
Ek chehra tumhara chehra tumhara
Tu hai leher main ek kinara
Ab tere bin hai jeena namumkin oh yaara
Ab tere bin hai jeena namumkin oh yaara
Tumse lagan ye dil ne kaisi lagayi
Tu jo naa ho to shoro gul tanhayi
Tu hi mera ek sahara
Ab tere bin hai jeena namumkin oh yaara
Ab tere bin hai jeena namumkin oh yaara
Kabhi fursat ho to
Tum chir ke dekho ye dil humara
Tu bewafaa hui to lava uthega
Jo dil jalake mujhko tabah karega
Tera jaana nahi gawara
Ab tere bin hai jeena namumkin oh yaara
Ab tere bin hai jeena namumkin oh yaara
Kabhi fursat ho to
Tum chir ke dekho ye dil humara
Tumhein nazar aayega
Ek chehra tumhara chehra tumhara
Tu hai leher main ek kinara
Ab tere bin hai jeena namumkin oh yaara
Ab tere bin hai jeena namumkin oh yaara