Skip to content
Home » Explore Song Lyrics » Shaan – Tanha Hai Dil Lyrics

Shaan – Tanha Hai Dil Lyrics

  • by
Read Time:50 Second

[Lyrics for Shaan – Tanha Hai Dil]

Oh humsafar aake tu mil
Tanha dil, tanha hai dil
Oh humsafar aake tu mil
Tanha dil, tanha hai dil

Kyun yeh guroor hai kyun mujhse door hai
Kuch na kuch tere dil mein baat toh zaroor hain
Bas tu hi hoor hai yeh bhi fitoor hai
Par kya karun main mera dil mazboor hai

Jeena hua ab mushqil
Tanha dil, tanha hai dil
Oh humsafar ho aake tu mil
Tanha dil, tanha hai dil

Tu mere pass ho haathon mein haath ho
Thode se baadal thodi thodi barsaat ho
Bheegi si raat ho par thodi pyaas ho
Jo na socha ho kabhi aisi mulaqaat ho

Sun le zara oh kaatil
Tanha dil, tanha hai dil

Sota nahi hun ab raaton mein
Dooba hun bas teri yaadon mein
Aana nahi hai teri baaton mein
Kab tak main dekhun tujhe khwabon mein

Oh humsafar aake tu mil
Tanha dil, tanha hai dil
Oh humsafar aake tu mil
Tanha dil, tanha hai dil