Main gaaoon tum gaao, khushiyon ke rang chhalkaao – 2
(Nayi raahein khole hain baahein
To kyoon na chaahe yeh nigaahein koi saathi bhi naya) – 2
Yeh armaan kitne sapne dikh laate hai
Kaise kaise tadpaate hai, duniya mein koi jaane na, ho
Main gaaoon tum gaao, khushiyon ke rang chhalkaao
Main gaaoon tum gaao, khushiyon ke rang chhalkaao
Paayi jo yeh khushi hai hairaani ho rahi hai
Baat aisi ho gayi hai jiski umeed dil ko na thi
Umeedein ho bhi to kya, hoga voh hai jo hona
Duniya mein kisne jaana kab dikhaayegi kya zindagi
Meri armaan ban banke toofaan
Karte pareshaan ab aasaan mera jeena ho gaya
Yeh armaan kitne sapne dikh laate hai
Kaise kaise tadpaate hai, duniya mein koi jaane na, ho
Main gaaoon tum gaao, khushiyon ke rang chhalkaao
Main gaaoon tum gaao, khushiyon ke rang chhalkaao
Dekho hai shaam rangeen, haathon mein jaam rangeen
Ab koi naam rangeen socho is rangeen afsaane ka
Afsaane yeh hai dil ke, anjaane log milke
Yeh maane phool khilke rasta takta hai murjhaane ka
Sun pyaare, dil mein hamaare
Armaan hai saare tumhaare, pata tumko hai kya
Yeh armaan kitne sapne dikh laate hai
Kaise kaise tadpaate hai, duniya mein koi jaane na, ho
Main gaaoon tum gaao, khushiyon ke rang chhalkaao – 2
O, nayi raahein khole hain baahein
To kyoon na chaahe yeh nigaahein koi saathi bhi naya
Yeh armaan kitne sapne dikh laate hai
Kaise kaise tadpaate hai, duniya mein koi jaane na
Yeh armaan kitne sapne dikh laate hai
Kaise kaise tadpaate hai, duniya mein koi jaane na, jaane na
Main gaaoon tum gaao, khushiyon ke rang chhalkaao
Main gaaoon tum gaao, khushiyon ke rang chhalkaao – 5