A B B G, T P O G – 2
I P K I, U P O G
A B B G, T P O G
I P K I, U P O G
A B B G, T P O G
I P K I, U P O G
Hum chaahte jaisa jaisa, sab vaisa vaisa hota
Zara socho to aisa hota to kaisa hota
Hum chaahte jaisa jaisa, sab vaisa vaisa hota
Zara socho to aisa hota to kaisa hota
A B B G, T P O G
I P K I, U P O G
A B B G, T P O G, I P K I, U P O G
Monday se Saturday tak hum roz chhutti manaate
Sirf Sunday ko padhne hum apne school jaate
Teacher utne hi khush hote jitne hum late hote
Har class mein ice cream hoti
Har class mein chocolate hote
School hamaare sapnon ke school ke jaisa hota
Zara socho to aisa hota to
O P R A, T P O G
O P R E, U P O G
A B B G, T P O G, I P K I, U P O G
Hum saath school se apne koi homework nahin laate
Koi bhi na ghar mein bigadta hum jitna shor machaate
Kamre mein cricket khelte
Table par dance karte
Train hamaare ghar mein aati
Plane hamaari chhat pe utarte
–CHILD–
Baazaar mein sab kuch free milta
Na rupiya na paisa hota
Zara socho to aisa hota to
Haan zara socho to aisa hota to kaisa hota
Hum chaahte jaisa jaisa, sab vaisa vaisa hota
Zara socho to aisa hota to
Zara socho to aisa hota to
Zara socho to aisa hota to kaisa hota
Zara socho to aisa hota to kaisa hota