Ek bechaini ek betaabi chhaayi hai
Ho, ek bechaini ek betaabi chhaayi hai
Nayi padosan jab se rehne aayi hai
Ho, ek bechaini ek betaabi chhaayi hai
Nayi padosan jab se rehne aayi hai
Mukhda hai gora gora, naina hai kaale kaale
Jisko bhi hankse dekhe, usko paagal kar daale
Voh mere dil mein samaayi hai
Nayi padosan jab se rehne aayi hai
Haan, hai ang ang mein jaltarang
Swar mein bajti shehnaai
Har saaz mein saje geet raag
Jab leti hai angdaayi
Hai ang ang mein jaltarang
Swar mein bajti shehnaai
Har saaz mein saje geet raag
Jab leti hai angdaayi
Sundari, sundari
Voh sapnon mein aake jagaaye
Pyaar mein paagal mujhko banaaye
Palkein jhukaake door se dekhe
Lekin mere paas na aaye
Uski chaalon mein masti, uski baaton mein jaadu
Jab se usko dekha hai, main tab se hoon beqaabu
O meri hai sab se paraayi hai
Nayi padosan jab se rehne aayi hai
Aa, boli mein uski veena ki taan
Adhron pe uske sargam hai
Choodi mein uski khan khan ki pyaas
Paayal mein uske chhan chhan hai
Boli mein uski veena ki taan
Adhron pe uske sargam hai
Choodi mein uski khan khan ki pyaas
Paayal mein uske chhan chhan hai
Sundari
Voh meri yaadon ki dulhaniya
Aayi zameen pe banke chandaniya
Ho, deewaanon sa haal ho uska
Jab jab chhanke meri painjaniya
Main uska pehla aashiq, voh meri prem kahaani
Uspe yeh jaan luta doon, voh hai meri zindagaani
O mushkil badi ab judaai hai
Nayi padosan jab se rehne aayi hai
Nayi padosan nayi padosan, nayi padosan nayi padosan
Ni ni pa ma re sa, hai ang ang mein jaltarang
Swar mein bajti shehnaai
Har saaz mein saje geet raag
Jab leti hai angdaayi
Hai ang ang mein jaltarang
Swar mein bajti shehnaai
Har saaz mein saje geet raag
Jab leti hai angdaayi
Bekaar ki yeh zid teri hai
Arre nayi padosan meri hai
Yeh waqt ki hera pheri hai
Voh nayi padosan meri hai
Na is mein zara ab deri hai
Arre nayi padosan meri hai
Voh meri hai
Voh meri hai
Meri hai
Meri hai
Voh meri hai
Meri hai
Voh meri hai
Arre meri hai
Voh meri
–MALE 1 & 2–
Meri meri meri meri meri meri