Skip to content
Home » Explore Song Lyrics » Shankar Ehsaan Loy, Shankar Mahadevan, Dil Chahta Hai – Dil Chahta Hai Lyrics

Shankar Ehsaan Loy, Shankar Mahadevan, Dil Chahta Hai – Dil Chahta Hai Lyrics

  • by
Read Time:1 Minute, 12 Second

Dil chahta hai, dil chahta hai
Dil chahta hai, kabhi na beete chamkile din
Dil chahta hai, hum na rahe kabhi yaaron ke bin
Din din bhar ho pyaari baatein
Jhoome shaame, gaaye raatein
Masti mein rahe dooba dooba hameshaa samaa
Humko raahon mein yunhi milti rahe khushiyaan
Dil chahta hai, kabhi na beete chamkile din, oh oh
Dil chahta hai, hum na rahe kabhi yaaron ke bin

(Jagmagaate hain, jhilmilaate hain apne raastein
Yeh khushi rahe, roshni rahe apne waastein) – 2
Oh oh oh oh oh oh oh oh oh oh – 4

Jahan ruke hum, jahan bhi jaaye
Jo hum chaahe, voh hum paaye
Masti mein rahe dooba dooba hameshaa samaa
Humko raahon mein yunhi milti rahe khushiyaan
Dil chahta hai, dil chahta hai – 2

Kaisa ajab yeh safar hai, socho to har kahin bekhabar hai
Usko jaana kidhar hai, jo waqt aaye, jaane kya dikhaaye

Oh oh oh oh oh oh oh oh oh oh – 4

Dil chahta hai, kabhi na beete chamkile din, oh oh
Dil chahta hai, hum na rahe kabhi yaaron ke bin
Din din bhar ho pyaari baatein
Jhoome shaame, gaaye raatein
Masti mein rahe dooba dooba hameshaa samaa
Humko raahon mein yunhi milti rahe khushiyaan

(Jagmagaate hain, jhilmilaate hain apne raastein
Yeh khushi rahe, roshni rahe apne waastein) – 2
Oh oh oh oh oh oh oh oh oh oh – 4

(Dil chahta hai, dil chahta hai,
dil chahta hai, dil chahta hai)
Dil chahta hai