[Lyrics for Sukriti Kakar – Hum Tum Prakriti Kalar]
Hoon main adhoori
Tu hi zaroori
Bin tere lagge na jiya
Nasha sa teri aankhon mein baaton mein
Tu jeene ki wajah
Maza na in sooni sooni raaton mein
Aaja na yun na tadpa
Tum hum aur hum tum
Ho jaye kahin gum mahiya
Main tere bina gumsum
Na jane tune aisa kya kiya
Tum hum aur hum tum
Ho jaye kahin gum mahiya
Main tere bina gumsum
Na jane tune aisa kya kiya
Jau na kabhi tujhe chhod ke sajna
Ek pal ke liye bhi door
Tere saath mujhe hai chalna
Jahan jahan le jaaye tu
Main khoyi khoyi hoon
Na soyi soyi hoon
Jab se tu hai mila
Chhupa kahan tha tu
Zara bata de tu
Tujh pe rahoon main fida
Nasha sa teri aankhon mein baaton mein
Tu jeene ki wajah
Maza na in sooni sooni raaton mein
Aaja na yun na tadpa
Tum hum aur hum tum
Ho jaye kahin gum mahiya
Main tere bina gumsum
Na jane tune aisa kya kiya
Tum hum aur hum tum
Ho jaye kahin gum mahiya
Main tere bina gumsum
Na jane tune aisa kya kiya
Kaisi hai yeh betabiyaan
Badhne do nazdeekiyaan
Tere bina har lamha
Kaise jiyu main tu bata
Tum hum aur hum tum
Ho jaye kahin gum mahiya
Main tere bina gumsum
Na jane tune aisa kya kiya
Tum hum aur hum tum
Ho jaye kahin gum mahiya
Main tere bina gumsum
Na jane tune aisa kya kiya