[Lyrics for Suraj Chauhan – Insaaf]
Thukra ke chal diye tum
Lamhein the hazaar
Ek vaari bhi nahi socha
Hoga mera kya
Agar dhokha sahi hai toh
Tere bhi saath yeh hoga
Khuda ne zindagi di hai
Toh phir insaaf bhi hoga
Agar dhokha sahi hai toh
Tere bhi saath yeh hoga
Khuda ne zindagi di hai
Toh phir insaaf bhi hoga
Pee raha hoon jee raha hoon
Hothon ko main seenh raha hoon
Katra, katra mar bhi jaunga
Pee raha hoon jee raha hoon
Hothon ko main seenh raha hoon
Katra, katra mar bhi jaunga
Faanslein chahe jitne ho
Hum tere rahenge, tere rahenge
Kehte the mujhe
Karwatein badalte wakt bhi
Khuda se maut bhi, maang lete hai hum
Dard itna dena ki jitna jhel pao
Khilauna nahi dil hai ki humse khel jao
Agar dhokha sahi hai toh
Tere bhi saath yeh hoga
Khuda ne zindagi di hai
Toh phir insaaf bhi hoga
Agar dhokha sahi hai toh
Tere bhi saath yeh hoga
Khuda ne zindagi di hai
Toh phir insaaf bhi hoga
Pee raha hoon jee raha hoon
Hothon ko main see raha hoon
Katra, katra mar bhi jaunga
Pee raha hoon jee raha hoon
Hothon ko main see raha hoon
Katra, katra mar bhi jaunga