Dil to pagal hai, dil deewana hai – 2
Pehli pehli baar milaata hai yehi
Seene mein phir aag lagaata hai
Dheere dheere pyaar sikhaata hai yehi
Hasaata hai yehi, yehi rulaata hai
Dil to pagal hai, dil deewana hai – 2
Saari saari raat jagaata hai yehi
Ankhiyon se neend churaata hai
Sachche jhoote khwaab dikhaata hai yehi
Hasaata hai yehi, yehi rulaata hai
Dil to pagal hai, dil deewana hai – 2
La la la la la, la la la la la – 2
Is dil ki baaton mein jo aate hain
Voh bhi deewane ho jaate hain
Manzil to raahi dhoond lete hai
Rastein magar kho jaate hain
Dil to pagal hai, dil deewana hai
Dil to pagal hai, dil deewana hai
Soorat se main na pehchaanoongi
Naam se bhi na usko jaanoongi
Dekhoongi kuch na main sochoongi
Dil jo kahega vohi maanoongi
Dil to pagal hai, dil deewana hai
Haan yeh pagal hai, haan deewana hai
Hm aa ha ha ha, hm oh ho ho ho
Dil ka kehna hum sab maane
Dil na kisi ki maane
Jaan di humne, jaan gaye sab
Ek voh hi na jaane
Dil to pagal hai, dil deewana hai – 2
Rehne do chhodo yeh kahaaniyaan
Deewanepan ki sab nishaaniyaan
Logon ki saari pareshaaniyaan
Is dil ki hai yeh meherbaaniyaan
Ho dil to pagal hai, dil deewana hai
Dil to pagal hai, dil deewana hai
Saari saari raat jagaata hai yehi
Ankhiyon se neend churaata hai
Dheere dheere pyaar sikhaata hai yehi
Hasaata hai yehi, yehi rulaata hai
Dil to pagal hai
Dil deewana hai
Dil to pagal hai
Dil deewana hai