Skip to content
Home » Explore Song Lyrics » Viju Shah, Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan, Bulandi – Teri Ankhiyon Mein Jeena Lyrics

Viju Shah, Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan, Bulandi – Teri Ankhiyon Mein Jeena Lyrics

  • by
Read Time:1 Minute, 40 Second

Hey aaah aaaah….
Chhedo naa mujhko chhedo, aise naa mujhko dekho
Jo dekhna hai kuch tumko hai to phir mere dil ko dekho
Hum pyaar ke hai rahe, dil pyaar ki hai manzil
Kis kaam ki yeh mehfil dil se na mila jo dil
Hoga milna hamara mushkil – 3
Dekho dekho dekho aise mujhko naa chhedo
Kya kahega yeh zamaana, banjaayega fasaana
Badi hogi badnaami, hamein hogi pareshaani
Hum pyaar ke hai rahe, dil pyaar ki hai manzil
Kis kaam ki yeh mehfil dil se na mila jo dil
Hoga milna hamara mushkil – 3

(Teri ankhiyon mein jeena mujhe marna
Bas aur nahin hai kuch karna) – 2
Teri marzi tu jaane, meri marzi main janoo
Maine kar liya faislaa

(Teri ankhiyon mein jeena mujhe marna
Bas aur nahin hai kuch karna) – 2
Teri marzi tu jaane, meri marzi main janoo
Maine kar liya faislaa

Teri ankhiyon mein jeena mujhe marna
Bas aur nahin hai kuch karna

Vaadon ka hai aaj mausam, hum koi vaada kare

Arre, yeh jaan bhi tumko deti, ab kya zyaada kare

Tera naam liya, tujhe yaad kiya, sab kuch main bhool gayi

O teri marzi tu jaane, meri marzi main janoo
Maine kar liya faislaa

O teri ankhiyon mein jeena mujhe marna
Bas aur nahin hai kuch karna

O teri ankhiyon mein jeena mujhe marna
Bas aur nahin hai kuch karna

Maange agar tu sitaare, main tod laaoon sanam

Karne hai kya yeh sitaare, tu chaand se kya hai kam

Deewana hua, mastaana hua, dil aise jhoom gaya