Ramaiya raam ramaiya, kanhaiya kishan kanhaiya – 2
O mere kishan kanhaiya, o mere raam ramaiya – 2
Phasi hai bhavsagar ke beech mein aake is jeevan ki naiyya
Is jeevan ki naiyya
Laga de paar khavaiyya, o mere kishan kanhaiya – 2
Ramaiya raam ramaiya, kanhaiya kishan kanhaiya – 2
O, satkarmon ke path pe chale hum
Dushkarmon se humko bachaana
Mohmaaya mein bhatak na jaaye
Humko seedhi raah to dikhaana
Yeh jag hai bhoolbhulaiyya, ek tu raah dikhaiyya – 2
Phasi hai bhavsagar ke beech mein aake is jeevan ki naiyya
Is jeevan ki naiyya
Laga de paar khavaiyya, o mere kishan kanhaiya – 2
Ramaiya raam ramaiya, kanhaiya kishan kanhaiya – 2
Girdhaari madan muraari, sab tere hi dar pe aate
Koi khaali haath gaya na, saare jholi bharke jaate
Gwaal sang kaahe charaiyya, suno Balram ke bhaiya – 2
Phasi hai bhavsagar ke beech mein aake is jeevan ki naiyya
Is jeevan ki naiyya
Laga de paar khavaiyya, o mere kishan kanhaiya – 2
Ramaiya raam ramaiya, kanhaiya kishan kanhaiya – 2
O, sab ke daata bhagya vidhaata tune sab ki bidgi banaayi
Jisne tujhko dil se pukaara tune sunke uski duhaai
Meri bhi sun le duhaiyya o mere raas rachaiyya – 2
Phasi hai bhavsagar ke beech mein aake is jeevan ki naiyya
Is jeevan ki naiyya
Laga de paar khavaiyya, o mere kishan kanhaiya – 2
Ramaiya raam ramaiya, kanhaiya kishan kanhaiya – 12
(Oh, oh oh, oh oh oh oh)