anjaane mein pyaar ho jaye to
dil deewana aaj kho jaaye to
apne the hum, tere ho jaye to
phir na kehna phir na kehna – 2
anjaane mein pyar mil jaaye to
dil deewana aaj khil jaaye to
chalte chalte yaar mil jaaye to
phir na kehna phir na kehna – 2
chahaat junoon hai
iss mein sukoon hai
khud se hoon begaana
teri panaaha mein mil jaayega
mujhe jeene ka bahana
chahaat junoon hai
iss mein sukoon hai
khud se hoon begaana
teri panaaha mein mil jaayega
mujhe jeene ka bahana
pyar kiya to pyar ka har sitam
par jayega sehna
phir na kehna phir na kehna – 2
aankhein bacha ke nazarein churaake tum
jaa rahi ho jaana
baahon mein teri phir aa gayi hoon main
jee mera na maana
aankhein bacha ke nazarein churaake tum
jaa rahi ho jaana
baahon mein teri phir aa gayi hoon main
jee mera na maana
chod ke duniyo tum ko mere
sang jo pad jaye rehna
phir na kehna phir na kehna – 2
anjaane mein pyar ho jaaye to
dil deewana aaj kho jaaye to
apne the hum tere ho jaaye to
phir na kehna phir na kehna – 2
anjaane mein pyar ho jaye to
dil deewana aaj kho jaaye to
apne the hum tere ho jaaye to
phir na kehna phir na kehna – 2