Skip to content
Home » Explore Song Lyrics » Yash Narvekar – Yaad Na Aana Lyrics

Yash Narvekar – Yaad Na Aana Lyrics

  • by
Read Time:41 Second

[Lyrics for Yash Narvekar – Yaad Na Aana]

Ke aise hi zindagi kat jaane de tu meri
Naa mile na sahi
Tujhse doori meri lagti hai mujhko sahi
Baat yeh maan le tu meri

Ke yaad na aana tu kabhi
Na aana tu kabhi, yaad na aana
Ke yaad na aana tu kabhi
Na aana tu kabhi, yaad na aana

Tum bhi kabhi to kuch der hi par
Yaad karke mujhko sochte zaroor hoge
Darmiyan humari galtiya thi kitni
Ginte ginte raaatein kaat’te zaroor hoge

Jaane do jo hua mil jaayega phir koyi
Yoon guzar jaayegi zindagi
Tujhse doori meri lagti hai mujhko sahi
Baat ab yeh maan le tu meri

Ke yaad na aana tu kabhi
Na aana tu kabhi, yaad na aana
Ke yaad na aana tu kabhi
Na aana tu kabhi, yaad na aana