Skip to content
Home » Explore Song Lyrics » Yasser Desai – Rula Deti Hai Lyrics

Yasser Desai – Rula Deti Hai Lyrics

  • by
Read Time:39 Second

[Lyrics for Yasser Desai – Rula Deti Hai]

Tere ishq se kitne sacche hain
Mere yaar kitne achhe hain
Teri hi kassam deke mujhko
Har roz pila dete hain

Teri yaad rula deti hai
Mere yaar hasa dete hain
Har sham mere hathon mein
Aake jaam thama dete hain

Mera dil naa maane baat meri
Kyun ab bhi yeh chaahe tujhko
Kaise main isse samjhaun bataa
Tu chhod ke chali gayi mujhko

Haan sharaabi hoon main dil haara hua
Phir ishq muje na daubara hua
Raane ghammon ko laga ke gale
Hum do ghoont laga lete hain

Teri yaad rula deti hai
Mere yaar hasa dete hain
Har sham mere hathon mein
Aake jaam thama dete hain

Teri yaad sambhali maine
Achhi aadatein kharaab ki
Paani nahi piya itna
Jitni maine sharaab pi